लेखनी प्रतियोगिता -16-May-2024
Fir ye wakt nahi aayega
Jab chahat thi kuch karne ki
Jab padhana tha to padhe nahi
Jab chalna tha to chale nahi,
Ab baari aai to sapno ki udaan bharne ki
Fir ye wakt nahi aayega
Jab chahat thi kuch karne ki,
Aaj hai kal nahi rhe
Kisko hai khabar wakt ki,
Samay bitata jaa rha hai
Kuch kar dikha apne future ki,
Fir ye wakt nahi aayega
Jab chahat thi kuch karne ki,
Tab daur chal rha hai is jamane me shohrat kamane ki,
paisa kamane ki
Ab baari aai to apne maa papa ki ijjat kamane ki,
Fir ye wakt nahi aayega
Jab chahat thi kuch karne ki,
Fir ye wakt nahi aayega
Jab chahat thi khuch kar dikhane ki.
#ShayarVishuking
Gunjan Kamal
03-Jun-2024 03:47 PM
👌🏻👏🏻
Reply
kashish
16-May-2024 10:14 PM
V nice
Reply
SHAYAR VISHU KING
18-May-2024 06:39 PM
Thanks
Reply